1951: “Kalakar ko sabse pehle apni mooche mundwani padti hai” Bhagwan Dada/ Albela
1952: “Mujhe parwana bana do, main iss Deepak mein jalna chahta hoon” Bharat Bhushan/ Baiju Bawra
1953: “Mohabbat karne wale khoon ki baate nahi kiya karte” Bina Rai/ Anarkali
1954: “Aye sunn, agar gaadi theek karni naa aati ho toh driving nahi kiya karte samjhe kya…?” Dev Anand/ Taxi Driver
1955: “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le sakun” Dilip Kumar/Devdas
1956: “Do ghoot paani pee liya yahi mera kasoor hain aajo aap log chor chor bolkar mere peeche pad gaye” Raj Kapoor/ Jagte Raho
1957: “Tu mujhe nahin maar sakti, tu meri maa hai” “Main pehle ek aurat hoon, main beta de sakti hoon, laaj nahi de sakti” Sunil Dutt and Nargis / Mother India
1958: “Wah bhai wah gaadi bhi memsaab ki tarah bheegi billi bani hui hain” Kishore Kumar/ Chalti Ka Naam Gaadi
1959: “Beimaani nahi Mrs D’sa, imaandaari kiya, beimaani karta toh naukri bhi mil jaata tumhara bhaada bhi de deta” Raj Kapoor/ Anari
No excerpt from the book can be used without prior permission. The book is also available on other online portals such as snapdeal, infibeam and on bookstores websites such as crossword, landmark and Sapna.
@bhawanasomaaya
My previous posts can be visited on the following link:
http://bhawanasomaaya.blogspot.in