Skip to main content

Musafir Hoon Yaaron, Na Ghar Hai Na Thikana… – Day 993

By 22 December, 2016January 11th, 2017Films
.

.

1960: “Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge” Prithviraj Kapoor/ Mughal-E-Azam

1961:Munna arre o munna hum gharaay hi gayein… munna hum gharaayi gaye” Dilip Kumar/ Ganga Jamuna

1962: “Wohi karo jo ghar ki doosri bahuen karti hain, gehne tudvao, gehne banvao, aur kodiyaan khelon… soo aaram se” Rehman/ Sahib Biwi aur Ghulam

1963: “Ye hai Sujata humari beti jaisi” Sulochana/ Sujata

1964: “Shatale, shatale, mera bhi samay aayega” Pran/ Kashmir ki Kali

1965:“Cheenoy Seth, chhuri bacchhon ke khelne ki cheez nahi, haath kat jaaye toh khoon nikal aata hai” Raaj Kumar/Waqt

1966: “Duniya mein bahut si aaisi baatein hoti hain joh namumkin nazar aati hai, lekin agar insaan hi maat se kaam karen, aur who sachchahain, toh jeet ussi ki hoti hai” Premnath / Teesri Manzil

1967: “Zameen toh maa hoti hai aur maaketukdenahikiyejaate” Manoj Kumar /Upkaar

1968: “Hum itna din se apply apply, aap no reply … Aaj hum apply nahin, toh aap reply” Mehmood /Padosan

1969: “Marco mein jeena chahti hoon” Waheeda Rehman/ Guide

 

*No excerpt from the book can be used without prior permission. The book is also available on other online portals such as snapdeal, infibeam and on bookstores websites such as Crossword, Landmark and Sapna. Apart from this the book is available at all bookstores.

 

@bhawanasomaaya

My previous posts can be visited on the following link:

http://bhawanasomaaya.blogspot.in