Skip to main content

Aane wala pal jaane wala hai… – Day 991

By 20 December, 2016January 11th, 2017Films

 

.

.

1940: “Bhagwan, tune mujh par badi dayaki… maine sansaar mein sab kuch paaliya… ab mujhe kuch nahin chahiye… Raat din mehnat karke, ek ek paisa sabka adaa kar diya…Teri kripa se ghar, gehne, baail, zameen, sab mere paas hain… Ab main tujhse kuch nahin maangti” Sardar Akhtar/ Aurat

“So jaa raaj kumari so jaa” KL Saigal / Zindagi

1941: “Tum nahi aaogi toh ye dil doobte doobte bilkul doob jayega” / Laila Majnu

1943: “Door hato door hato ae duniya walo Hindustan humara hain” Kavi Pradeep / Kismet

1946:“Jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge” K LSaigal / Shahjehaan

1947: “Yeh to Chini chai hai, waise hi meethi hogi. Hindi mein shakkar ko chini kehte hain. Shayad isiliye tumhari baten itni meethi hain” Rajaram Shantaram/ Dr Kotnis ki Amar Kahani

1948:“Kya kehta? Kehta tumhare geet mein aansoon they…muskurahat thi…Phoolon ke rang thhe, usmein raahon ki garmi thi…?” Raj Kapoor/ Aag

 

.

.

No excerpt from the book can be used without prior permission.Two prominent online platforms for book availability are amazon and flipkart.

 

@bhawanasomaaya

My previous posts can be visited on the following link:

http://bhawanasomaaya.blogspot.in